Friday, January 22, 2010

Raja Shatrujit Pratap Bahadur Sahi





(27 July 1864 - 10 October 1898)
- Posted using BlogPress from my iPhone

20 comments:

N said...

Thanks to Kaju for collecting and posting so much historical information, pictures on the Tamkuhi Raj.

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

it should be more concious the descendents of tamkuhiraj for their history and its acadmic establishment.

Unknown said...

thanks a lot to bring us information about historical place i live in tamkuhi raj patel nagar behind the sheesh mahal

Unknown said...
This comment has been removed by a blog administrator.
Anonymous said...

Kisi ko janna ho to tamkuhi me aakar dekhe ... Khud pata chal jayega.

Unknown said...

i think i do not need to remind people that they should not use abusive language on a social site like this...... i guess the persons knows about whom i am talking about...and even if the urge to write such things is great kindly vent out your feelings on the toilet door of your house.
thank you!!!

sanjay tiwari said...

i am very grate full to you for for uploading the information's about tamkuhi raj as our family was also very closed to the tamkuhi raj.

vaidurya pratap sahi said...

Dear Mr Sanjay Tiwari
Thanks for going through my blog. How was your family connected with the raj,

sanjay tiwari said...

MERE BADE DADAJI LATE PANDIT DEEPRAJ TIWARI RAJ KE MASHAHUR DHRUPAD GAYAK THE.MERE DADAJI PANDIT BABURAM TIWARI,JO KHUD BHI RAJ KE GAYAK THE HUMLOGO KO CHHOTE SARKAR (LATE SARVJEET PRATAP BAHADUR SHAHI) KE DAYALUTA,KALA-MARMAGYATA,VIDWATA AUR BAHADURI KI KAHANIYA SUNAYA KARATE THE.DADAJI CHHOTE SARKAR DWARA RACHIT PUSTAK "DEEN-VINAY" KA BHAJAN 1-"JAI JAI DEEN SANKAT HARAN,ETAI VINATI CHARAN...... 2-"DAYANIDHI JAISE BANE WAISE TARO.... 3-"KARU AARTI SIUKHDHAM KI,KARUNA AYAN SANTAN BHANI.....AUR GHAZAL"BEWAFA DEKHA WAFADAR MACHALATE DEKHA,CHASHM-E-JANA NA KABHI AAH UBALATE DEKHA....AKSAR SUNAYA KARTE THE.CHHOTE SARKAR NE 14 VARSH KI UMRA SE HI MERE DADAJI KO DHRUPAD GAYAN KI SHIKSHA DI AUR DILAYI,JO AAGE CHALKAR RAJGAYAK BANE AUR BADE BADE SANGEET SAMMELANO KA HISSA BANE.CHHOTE SARKAR KUSHTI AUR GAYAN KO PROTSAHN DENE KE LIYE DASHAHARA KE SAMAY PRATIYOGITA KARWATE THE JISAME GAMA,GULAM,SANDO,YUSUF,FAJJA JAISE BADE PAHALWANO KE SATH STHANIYA CHHOTE PAHALWANO KI BHI SAHBHAGITA HOTI THI.GAYAN ME JAYPUR,JODHPUR,GWALIOR,GHARANE KE KALAKARO KE SATH SATH JAINAB,RASULAN-BAI GAUHAR-JAN,CHHAPPAN-CHHURI MALAKA-JAN,TOUQI-JAN BHI IS AWASAR PAR APANE KALA KA PRADARSAN KIYA KARTE THE.MRIDANG VADAK MADANMOHAN,JHHALLILAL,HARMONIYAM VADAK GONAPATI MISHRA,VIOLIN VADAK KATLU KHAN JAISE KALAKARO KO CHHOTE SARKAR DWARA PROTSAHIT KIYA JATA THA.CHHOTE SARKAR KHUD KUSTI,GAYAN ,AUR SAHITYA KE MARMAGYA KE SATH SATH EK ACHHE SHIKARI BHI THE.SANJAY TIWARI,SHIVRAJPUR,GOPALGANJ

vaidurya pratap sahi said...

Dear mr Sanjay
Please send me your contact
I need to discuss with you
Thank you for sharing the information

vaidurya pratap sahi said...

Pls send me a mail on vpsahi@hotmail.com
Then we can discuss more

A.k. mishra said...

Tamkuhi k last raja saheb k jaisa durdrshi raja puri india me uswkt koi nhi tha. Unki soch aur durdrsita ko aaj puri india 'mid day mil' yojana k rup me apna rahi hai. Ye yojana tamkuhi state me aaj k 75 sal pahle se lagu thi ,unke dara sthapit "jabariya school" me. Jisme india k pahle rastrapti babu rajendra prsad v padhe the. Tamkuhi ka raja saheb ji ko mera sat.sat naman hai.

A.k. mishra said...

Tamkuhi raj k antim raja ki sasan kal ki anek khaniya aaj v aam janmans jehan me tarotaja hai.unki dyaluta.nyaypriyata.durdrsita. Sikcha . Swasthhya. Krishi. Aur janta k kalyan k liye suru ki gai unaki tmam yojnaye es bat ki gwahi deti hai.apne esi sab sadguno k karan hi wo 1936 me jilaprisad gorakhpur k adhaykchh chune gaye.uswkt me unhone tamkuhi me alag.2 purush.mahila aur pasu chikitsalay ko kholwaya. Jha elaj k liye 100km dur se log aate the. Gribo ka ilaj waha nisulk hota tha. Dr. Mathhur jaisa india k top tan k dr. Tamkuhi me raja saheb ne bula k rakhawayatha.

vaidurya pratap sahi said...

Dear Mishra ji
Thanks for the information you have shared. Feel free to contact me on vpsahi@hotmail.com.
regards
Vaidurya

aniil kumar pandey said...

Mere man me hamesa tamkuhiraj ke bare me janne ke utsukta bani rahti thi aaj mujhe bahut khusi hui jo aap logo ne jankariya di es kam ke liye bahut bahut dhanybad

Anonymous said...

The present condition of Tamkuhi Raj is really miserable bad roads,lack of necessary aliments is clearly seen in the area. But i'm glad to see that someone who is linked to this place is donig a good job by introducing it to the modern world

Anonymous said...

Good work by you Vaidurya Sahi. Simplicity

Anonymous said...

Vadeyar from Karnataka also fall in the same lines in terms of importance given to the education.

kushinagar said...

मैं भी इसी परिवार से हुँ आप मुझसे जानकारी ले सकते हैं।
7379585341
msc.rajiv@gmail.com