Monday, April 25, 2011





Rajkumar Sarvajit Pratap Bahadur Sahi was the second son of Raja Krishna Pratap Bahadur Sahi and uncle of Raja Indrajit Pratap Bahadur Sahi. He patronised music and was given company by musicians like Rasik Gopal. He was a composer of music and was also very good at writing songs and couplets in hindi, urdu and persian. His work was compiled in a series called Deen Vinay.

1 comment:

vaidurya pratap sahi said...

sanjay tiwari said...
MERE BADE DADAJI LATE PANDIT DEEPRAJ TIWARI RAJ KE MASHAHUR DHRUPAD GAYAK THE.MERE DADAJI PANDIT BABURAM TIWARI,JO KHUD BHI RAJ KE GAYAK THE HUMLOGO KO CHHOTE SARKAR (LATE SARVJEET PRATAP BAHADUR SHAHI) KE DAYALUTA,KALA-MARMAGYATA,VIDWATA AUR BAHADURI KI KAHANIYA SUNAYA KARATE THE.DADAJI CHHOTE SARKAR DWARA RACHIT PUSTAK "DEEN-VINAY" KA BHAJAN 1-"JAI JAI DEEN SANKAT HARAN,ETAI VINATI CHARAN...... 2-"DAYANIDHI JAISE BANE WAISE TARO.... 3-"KARU AARTI SIUKHDHAM KI,KARUNA AYAN SANTAN BHANI.....AUR GHAZAL"BEWAFA DEKHA WAFADAR MACHALATE DEKHA,CHASHM-E-JANA NA KABHI AAH UBALATE DEKHA....AKSAR SUNAYA KARTE THE.CHHOTE SARKAR NE 14 VARSH KI UMRA SE HI MERE DADAJI KO DHRUPAD GAYAN KI SHIKSHA DI AUR DILAYI,JO AAGE CHALKAR RAJGAYAK BANE AUR BADE BADE SANGEET SAMMELANO KA HISSA BANE.CHHOTE SARKAR KUSHTI AUR GAYAN KO PROTSAHN DENE KE LIYE DASHAHARA KE SAMAY PRATIYOGITA KARWATE THE JISAME GAMA,GULAM,SANDO,YUSUF,FAJJA JAISE BADE PAHALWANO KE SATH STHANIYA CHHOTE PAHALWANO KI BHI SAHBHAGITA HOTI THI.GAYAN ME JAYPUR,JODHPUR,GWALIOR,GHARANE KE KALAKARO KE SATH SATH JAINAB,RASULAN-BAI GAUHAR-JAN,CHHAPPAN-CHHURI MALAKA-JAN,TOUQI-JAN BHI IS AWASAR PAR APANE KALA KA PRADARSAN KIYA KARTE THE.MRIDANG VADAK MADANMOHAN,JHHALLILAL,HARMONIYAM VADAK GONAPATI MISHRA,VIOLIN VADAK KATLU KHAN JAISE KALAKARO KO CHHOTE SARKAR DWARA PROTSAHIT KIYA JATA THA.CHHOTE SARKAR KHUD KUSTI,GAYAN ,AUR SAHITYA KE MARMAGYA KE SATH SATH EK ACHHE SHIKARI BHI THE.SANJAY TIWARI,SHIVRAJPUR,GOPALGANJ

November 4, 2011 8:01 PM